Submit your work, meet writers and drop the ads. Become a member
Chowdhary Ishrat Jun 2018
Tere Pyaar Ki Inteha Hogyi
Ab To Zulm Ki Inteha Hogyi
Tujhse Boht Ab Wafa Hogyi
Shyd Teri b Poori Wafa Hogyi
Teri Har Galti Mjse Rafa Hogyi
Tujhse To Wafa He Rafa Hogyi
Wafa He Tujhse Khafa Hogyi
Ab To Zindagi b Khafa Hogyi
Jaane Hum Se Kya Jafa Hogyi
Tujhse To Wafa He Jafa Hogyi
Har Khushi Ab Dafa Hogyi
Zindagi Se Ishrat Dafa Hogyi
12:16 AM
20th May 2018
Sanmeet K Sethi Jul 2020
Saal 2020 laya hume aise mod par,
Kitna bhi kosslein hum ise...
Achi baat yeh hai... isne rakha hume jod kar,
Mahamaari nahi! hai yeh humara Karma...
Kyuki jee rahe the hum... Saare kayde tod kar,
Haalat nahi hain bass mein...
Kyuki yeh saal laya hai humare saare paap nichood kar,

Jitne bhi zulm kiye humne prakartee pe...
Jalaya jungaloon ko... bandi kiya janwaro ko,
2020 lega badla bhejke aise bhanwaro ko,

Abhi bhi bohot waqt hai baaki...
Theher jao apni jhaga par,
Warna yeh Corona hai...
Chhodega hospital bhaga kar.

By Sanmeet K Sethi
Insta:- @sks__quotes
This poem is in Hindi language, So I hope there are some Indians on this website to read these.
O Jaanam Tere kyā bāteṇ, har Galī maujūd haiṇ
Aur har dil ke deewāren kaamp rahe haiṇ jazbā se

Oh beloved, your stories are present in every street
And the walls of every heart are trembling with passion

Jab meiṇ koshish kartā hūṇ apnā dil ko sambhālnē
Ik awāz ātē hai kehte yehī asliyat hai

When I try to control my heart
A voice comes and says, 'This is the reality'

Kis roo lok ke dikhao, hairān dekhte haiṇ mujhe
Dūr chashm samajhe haiṇ ṣūfī, pās sar-gardān-e-ishq hai

Which face should I show people, they look at me in amazement
From afar, they think I'm a mystic, but up close, I'm just a captive of love

Yaad E To Jaanan E Jaan, har sanson e saans aap hai
Chand baatein karna aapke, yeh umar qaid milta hai  

O beloved of my soul, in every breath you reside
Just a few words with you, and a lifetime's bond is tied

Apne is kām kyūṇ kiyā, sazā-e-zulm tabāhī kī
Ab nacheez aur har āshiq, bā delash mi-andishad

What did you do this for, a punishment of cruelty and destruction?
Now this lowly one (me) and every lover is a prisoner of love
Zulf-e-Zainia iOS si, raat andheri jaisi **,
Kyun jaaye woh door itna, zulm kyun dhati **?

Faizi ka dil tujh pe fida, Zainia ke rang mein,
Par teri berukhi se dil beqarar banta **.

Teri adaon ka jadoo, iOS ke noor sa hai,
Kyun na yeh dil tujh pe qurban sada hota **?

Zainia, ek nazar se dil ko sukoon de de ab,
Faizi ka ishq tujh pe kyun yun saza banta **?

Faizi ke qalam se yeh ghazal likhi gayi hai,
Ke Zainia ke ishq mein dil beqarar rahta **.
© Faizi, 2025. All rights reserved.

— The End —