Submit your work, meet writers and drop the ads. Become a member
Shibu zs Mar 2015
EK BHEED SI LAGI THI SHAYAD MAR GAYA THA KOI,

ZANAZA UTHANE KO KI TAIYAR NA THA ,
KYONKI US MASUM KA PARIWAR NA THA,

DEKHA THA MAINE USE KAI DOSTO KE SATH,
SOCHA THA ZANAZA TO UTHAYENGE WE HI HATH,

JAB KOI NA AAYA TO YAH AAWAZ AAYI,

CHALO NIKAL CHALO KE KANHI UTHANA NA PADE,
WO DOST THWE JO CHUPE SE BAHAR NIKAL PADE,

KAFAN GEELA HUA AANKHO SE MURDA RO RAKA THA,

MURDA KHADA HUA KAFAN ME LIPTE HUE ,
PANHUCHA DOSTO TAK JO JA RAHE THE SIMTE HUE,

KANDHE PER RAKHA HATH TO YARO KA DIL DOLA,
KAFAN HATA DIYA MURDE NE WO RO ROKAR BOLA,

"MARNE PAR NA DOGE KANDHA YE DEKH SARMINDA HU,
MAINE TO NATAK KIYA THA YARO ABHI TO MAIN ZINDA HU"...
Jeet ka yu koi juluus niklaa hai ,
Dil haarne me hi jaise mazaa **....
Kyaa kare dosto ? Waqt ,waqt ka  ye takazaa hai ,
Jo humare dil ko yuhi jaise tatolta **....
Pyar ne humhey zindagi sey mila diya , ishq aur zindadili ka jaise intezaar **...
Yehi iltajaa hai raab  sey , ki ishq he humari ibadat **....
Ishq he hamari ibadat **....
© Mrunalini.D.Nimbalkar
Hindi poem#translates in one phrase to" love is worship "National language of india .
DEAR                                                                                                                                  

GALTI MERI  THI
USNE MUJHE CHAHA HI NAHI
MAI CHAHAT SAMAJH BAITHA
GALTI MERI THI

USKI PAL BHAR KI MUSKURAHAT KO
PYAR SAMAJH BAITHA
GALTI MERI THI

WO TO HAR BAAT PAR HAA KARTI THI
MAI HI  IQRAR SAMAJH  BAITHA
GALTI MERI THI

USNE MUJHSE JYADA AHMIYAT DI MERE DOSTO KO
MAIN USKI YE AADDA MAJAK SAMAJH BAITHA
GALTI MERI  THI

USNE KAHA V THA
KOI AUR HAI USKI ZINDGI ME
MAI HI KHUD KO USKI
ZINDGI SAMAJH BAITHA......

GALTI MERI THI
..............
........
....



             WRITTEN BY    :  PANKAJ KUMAR RAI  (BABA)
Smiling Queen Aug 2019
Vo ek mahine phle se birthday ki excitement is saal thodi kam thi
Birthday ke din bhi birthday bali feeling thodi kam thi.
Ab mai shayad childish se thodi matured ** gayi thi.
.
Har saal ki tarah is saal mom dad se kisi mehenge se gift ki zid nhi ki thi.
Unke dil se diye aashirwaad ki khushi hi bahut thi.
Ab mai shayad childish se thodi matured ** gayi thi.
.
Bachpana jane mai vaqt thoda jyada lag gya.
Jimmedariya samjhne mai vaqt thoda jyada lag gya.
16 saal ki ** gayi thi, thodi badi ** gayi thi.
Ab mai childish se thodi matured ** gayi thi.
.
Ghar ki problems samjhne lagi thi.
Ab thoda hi sahi magar sahi aur galat mai pehchan ne lagi thi.
Ab mai childish se thodi matured ** gayi thi.
.
Jo phle papa ke paise dosto ke sath udaya karti thi.
Aaj papa ke sapne pura karna chahti hu.
Ab mai childish se thodi matured hoti ja rhi hu.
Ab mai childish se thodi matured hona chahti hu......

~your smiling queen :)
19/08/2019
My 16th birthday!!
Vineeta rai Nov 2018
Dosti hai hmari Jaan....
Dosti hai hmari pehchaan...
Ek dusre ke liy jaan Dena...
Hai dosti ka naam...
Dost bina jindagi kuch ni....
Dost bina hum kuch nahi....
Ishliy dosti hai hum sb ki shaan...
Dosti me hui galti ko...
maaf krna ae jaan....
Dosto ki dosti chalegi umra tamaam...
My words my thoughts about frndship if you agree like nd comment
Hozefa Apr 2019
Meri paidaish k waqt woh khushi aur fikr ke mix emotions mein kho raha tha....
Mujhe janam to meri maa de rahi thi, par usse dekh inhe bhi dard ** raha tha.

Jab main bol nahi pata,tabse meri khawahisho ko pura karne ka zimma uthaya tha...
Kandhe pe bitha kar duniya dikhayi aur ungli pakad ke papa ne chalna sikhaya tha.

Bhale khud,hindi medium mein aathwi kaksha tak ki thi padhai....
Par paise jama kar kar, seher ki best English school mein meri admission thi karwayi.

Office mein over time kar ke, mere future ki planning mein paise bachate the.....
Khud eid pe purane kapde pehente, par humare liye naye kapde silwate the.

Par tab zindagi mein, papa ka balidan aur pyaar kaha samjh mein aana tha.....
Papa ko thank u, i love u baad mein keh denge abhi to sirf paisa kamana tha.

Phir ek raat dosto k sang, madhoshi humpe chahi thi.....
Par waha fikr k maare papa ko neend kaha aayi thi.

Papa ka phone aaya to number dekh pehle phone kaat diya.....
Jab wapas call aaya to   "kyun pareshan kar rahe **" keh kar papa ko daat diya.

Phir agli subah phone aaya to socha, papa ko baar baar phone karne k liye naa kahe....
Par samne se awaz aayi "yeh jiska phn hai, unhe raste pe dil ka dora aaya, aur woh abb nahi rahe"

Aaj raat hai par sulane wala nahi....
Dost aur party hai par phn kar haal puchne wala nahi.

Aaj kehne to bahut kuch hai, par koi sunne wala nahi...
Abb bol sakta hoon, phir bhi khawahisho ko pura karne wala nahi.

Jab keh sakta tha tab maine kaha nahi....
Aaj paisa to bohot hai, par thank u, i love u kehne ko papa nahi.
Piyush Karchuli May 2020
Papa ka office se ghara aana
Bhag kar unke pass jana
unke samne masumiyat se apne hath ko failana
yad karte ** n, jara soch kar batana

Dosto ko roj naye ajib-ajib namo se chidhana
Bhai-Bahan ko bina bt satana
School na jane ka roj naya bahana
Chupke se dusro ka lunch box kha jana
yad karte ** n, jara soch kar batana

Andhere se darkar maa ki aanchal me chup jana
Papa ki kandho par baithkar mele me jana
Khilono ke liye jid P arr jaana
Choti choti galtiyon par maa ka thapki lagna
Yad karte ** n, soch kar batana

Na tension thi duniya ki,
na tha paisa kamana
Kya the bachpan ke bhi din
jaisa mano Sare khushiyo ka fasana
Yad karte ** na, jara soch kar batana
in the memory of childhood
Vineeta rai Nov 2018
Pyar ke bina zindagi adhuri hai...
Pyar mil gaya to ye khusnaseebi hai...
Pyar ke bina zindagi berangi hai...
Pyar na mila to wo...
Insaan ki badnaseebi hai...
Pyar to mat samjhna khel ae dosto....
Ishne ache acho ki jindagi badal di hai....
My thougths my own words for love
Ayush Gangwar Nov 2018
Kuch gine chune se saal hai,

Jo hai yahi haal hai…

Thode rishtey hai jyaada waade hai,

Kuch pure hai kuch aadhe hai…

Chaar dost hai aneek iraade hai,

Jindagi haar jeet se aage hai…

Jo baate adhoori hai,

Adhoori hi sahi…

Dosto muskurate raho jindagi itni bhi buri nahi…
Shayad Aryan Sep 17
Baat
Speak?
Aryan tu bol nhi skta gadhe
Bol skta hu!
bolta bahut hu jab sochta nhi
Sochta hu bolta nhi?

Bolne ki adat lagi toh hai chhut nhi rhi
Par bina spche kuch bhi bolu?
People say aryan be yourself
Kahaniyo ki tarah

Abey yar ek toh poetry nhi horhi mujhse
Maine socha rhym krunga shabdkosh ke 4-5 shabd fek fek kr
padhne wale ko chaka chond
Thik hai padho tum koi nhi

Hanji toh baat aise hai ki baat nhi hoti mujhse
Baatein nhi kr paata mai
Mai bol nhi paata
Fir wahi baat ?

Keyboard chal rhe mere
Ye mere thoughts
Tum jaante mujhe meri awaz me pdhoo
Ab aajka din itna ajeeb maano maaanoooo

Acha tumne wo chakki wali kahani suni hai?
Abey wahiii chakki chakki aata nikal
Chakki chakki sona nikal
Acha shyd tumne nhi pdhi **
Chhoro

Apun kaise describe kre
Mujhe likhna tha bass bass likhna tha
Chlo seties wise ajka din demn
Demn

Ek toh nakab utaru pehle
Nakab? Kuch nhi bhul jao
Nakab se yad aaya kitne nakab?
Anginat? Har insaan ke liye naya nakab
Demn

Wapis topic par
Series wise heh
Abey nahi ulti seriesss

Baaaaat

Ek toh shabd khatam hojate bhaii
Kasam se aryan tuuuuuuuuuuuuuuuu

Ek insaan ego?
Dusra insaan ego?
Tisra insaan ego?
Itni ego har insaan me ek ego
Ya shyd wo ego nhi par apne aap ko sahi manna no?
Shayad har koi apne aap ko sahi manta

Saarey apni jagah sahi hai
Shayad mai bhi apni jagah sahi
Par as a third person mai galat
Mai bacha dimag?

Ladaiyan horhi
Ladaiyan kyu horhi?
MAnjao na bas ki ye cheeze aaj se 6 mahine baad
jab hum sath nhi honge tab yad aayengi
Ki kash us wakt boldiya hota
Kash us wakt ladai khatam kr li hoti
Baat kr liya hota

Baaaaat
Dekha aagya na mai

Acha ruko
Han

Toh regrets
Regrets? baat kar liya hota
Kisike intension nhi kisi ko bura bolna
ye kisi ke sath bura krna
Lekin shyd abhi dono ek dusre se gussa
Dono ka apna ego wo pehle baat kre ya woh

Bichme ek dalal jo jiske pass bhi beth rha
dono ko smjhane me laga hua
Par dono paksh apni apni jagah sahi
Par dono samne se baat nhi krna chahte

Iska kissa yaha khtm
mujhe isoe poetry krni h topic likh leta imma write
Firr firr wese series ulti chal rhi

Par abhi mai face wash krrha tha
Ab face wash ka jo mera MEDICATED SOAP hai
wo washroom me gir gya
sidhe jameen

Boys washroom ki halat aisi
upr se ye hona
Ab kya hoskta hai?

Mera phone jiska abhi abhi mene screen guard change kraya
Wo bhi jameen par
Foota pada
Iski mummy ki buri aatma

Apun chhoro dusri baat krta

Cabinettttttttttttttt

He says in his books
One who seeks shall find and knock the doors and it will open
I wished
I wished alot

Goal? Nothing
socialising shyd a new friend a new person
A new special person or special person is again a materialistic thing
that aryan loves and if he describes?
Abey jao
Describe
Camera ki baat krrha tha
Acha chhoro

Cabinet ?
You dont get what you want
Par aryan tu toh keh rha tha seek and you will find
Betey galat hu mai
Waha likha hai you shall find
Not you will

Ab beta woh har cheez jo tujhe chahiye agr mill gyi tohhhh ?????

Acha apun abhi nhi likhega itna chhoro


Gods plan?
May be he has another plans for me
Shayad abhi jo bhi bura hota mere sath i say the same
Chahe wo meri selection ya dosto ke sath bahar na jaa paana?

Dosto ke sath bahar na jaana paana?
Wahi baat aajati hai
Baat hi toh nhi hoti mujhse
Ab mai kaise bolu ki mujhe conjuring dekhni hai par kiske sath?
Koaise bolu mujhe enjioooooo jaana par kiske saath

Plans thodi na pata horhe kisiko
Portray bhi toh aise kiya jaata
Third wheeling krrha inka kuch hone nhi derha?
Aur aryan chup hai?
Aryan kyu nhi bolrha kuch

shayad dar rha
Ki agr kuch bola log kya sochenge
Dekha bache tu toh keh rha tha ki tujhe farak nhi pdta duniya kya kehti h?

Are demn dis is me walking to the washroom
and i see da same personsssssssss-s
Arey seksi

Han toh nhi iksha meri jaana tumahre sath
Nhi iksha meri dekhni movie kisi auron
Auron nahi dost ** tum mere
But agr tum ek sceneriooo kreate krlo dimag me
ki us wakt ye horha **
Aur ab tumhe pata chle ki wo nhi hoga
Bas man utar gya

Par nah chahte hue bhi tujhe han bolna pada aryan kyuuuu????
Baaat baat nhi ki gyi tujhse
Bola nhi gya tujhse
ki mai nhi hu third wheel ksiika
Mai nhi ban rha kisi ke ***** ki baadha

Teen log saath chal padein toh kya woh trio nahi keh sakte?
Kya dosti sirf do logo mein simat jaati hai?
Kya har jaga ek ladka-ladki ka hi equation hona zaruri hai… aur unka alag se jaana hamesha kuch aur matlab rakhta hai

Shayad mujhe wo vibe pasand
Mujhe lag rhi hai cheezein pyaari
Mujhe aarha hai maja?

Fir wahi line aagyi na jo kahi padhi thi?
One says
Stops
Kya thi beyyyy
Bhul gya
Kuch toh tha
One stops da odar continues?

Na chahte hue bhi control horha hu mai
Kyui
Kyunki logo ko lag rha ki ye badha ban rha kisi ke *****
Arey bhai tumhe kaise bataun maiii
What 3 dost feeel
Tum toh wahi third person hogye

Par kya koi nhi
Mai ek toh maine abhi dekha
Baat kya mai toh likh bhi thik se nhi paa rha

Are chillll aryann bhul ja
Yaad tu paani bharne ja rha tha
And you got this strange vibe
Comming towards you
Attracting aryan?

Mai shaktiuon ki baat kyu krta hu
Shyad kuch
Acha chhoro

Han toh ye jo khichawat pan thi
Woh mujhe khichti khichti ek room par legyi
I saw a simmilar face
who had tears in his eyes
Lying on his bed
Staring at the wall

Nothingness
Nothingness
Staring

What did aryan said to him?
Kya hua ——-
Replies
5 saal ******

Dekho wot was i thinking dat time was
Mai phle se sed
Mai phle se dukhi in sab cheezon se
Mai apna dukh baatne gya
Mai apni baat bolne gya
Par maine bola kya

Baat?
Baat boli mene
Ki bhul jao jo hua
Puri life padi hai?
Bhul jao tumhara past
Take the next step
Go with the flow
Maybe god has some another plan

Ye maine kisi aur ko bola?
Abey aryan beti?
Tu khud toh padh tune kya bola use
Par wahi hai
Aryan se toh baat nhi hoti?

Abey
Sochta kam hu maii
Baadmein cheeze yad aati kya hui
Ab isme aryan kya kare
Aryan kyuuu kyuuu
Abey kya bolu rukoo

Ek toh tum pdho ye pura
toh tumhe smjh na aaye kya horha
par jo bhi horha
demn demn

— The End —