Submit your work, meet writers and drop the ads. Become a member
Mae har noor se waakif hu
Tere andar ki **** se waakif hu
Mera dill zaroor kismati se nawaakif hai
Ab aankhe milata jaise tu ajnabi tha
tu door zaroor hai
Tera guroor wajah tha
Tere saath kuch toh rishta, kuch alag tha
Kya samay tha voh, sab ajab tha
Darta tha pahle kaayar tha
Likhta hu ab khul ke ek shayar sa
Bana *** mujhe iss kala main maahir sa...
This one has way more meaning when you know how it goes. a little close to me as well
Jo mayassar **, uski chah hi nahi,

Pyaar mila—ek dafa bhi nahi.

Woh apna nahi, usse ab khafa bhi nahi,

Par is dard ki... ab koi dawa bhi nahi.


Kavi toh nahi hoon, par baatein hazaar hain,

Yeh dil... shayad ek baar phir faraar hai.

Uski nazrein dekh ke laga, shayad woh bhi beqarar hai,

Par haqeeqat mein—woh toh mujhse sirf bezaar hai.


Pehle laga... yahi hai woh,

Jiski mujhe talaash hai.

Par aakhir mein, mera dil

Mujhse hi vapas... hataash hai.


Kitni tareef karun uski,

Uska toh dil todhne ka bhi—alag andaaz hai.


-Sukhman Singh

— The End —